Sukoon -e-Qalb Maine paya
Dar e Hussain pe
Jab Dil bohat roya
Toh sukoon mila
Ro kar Hussain par
Aye Gardishe Doraan
Mera Sukoon ka Makeen hai
Karbala ka Musafir
Woh Jisne Mashiyat e Ellahi
Ko de Diya Apna Sab kuch
Uss Hussain ko Mashiyat Ne
Diya Apna Mukamil Jahan
Duniya Gham e Hussain
Mein Bhool jaati hai
Apna Gham o Alam
Aye Musafir e Karbala
Apne Mukamil insaaniyat
Khareed lee
Aaj phir shireen chali
Apne Maula se Hone
Mukamil waabasta
No comments:
Post a Comment