Roshan huwa jahan
Zarre , zarre ne kaha
Aaj hai Aqade , Fatima Zehra
Chale barati bann kar
Suraj , chaand Aur sitaare
Mehki Fizza saaree
Kiski hai Baarat
Dulha tha Maulude kaaba
Dulhan thi umme Abeeha
Kiya Nabuwat ne
Imamat ka isteqbaal
Sitaare the Intezaam me
Chaand Aur Suraj the Baratee
Phoolan ne Mehkaee Fizza
Kyun ke tha Maula e kainat
Ka Aqd
Aqade bibi fatima Zehra
Aur Muskul koo shah e
Do jahan , Faatahe khaybr
Ho Mubarak aap Sab ko
No comments:
Post a Comment