Toh unki nazroan ne
Yeh inayeth pharmaya ki
Phasane zindagi badal di
Mere Iss fitoor ne
Main thera musafir
Chala tha apni manzil par
Kya pata tha Ek Nazr ki
Tapish, Badlegi Meri manzil
Unki ek nazr ne
Badl di , Meri unwaane zindagi
Main bechara ,ab tak
Ghaflat mein jee raha tha
Meri manzil ko badlne wale
Ek baar, Mohabbat se toh
Apni manzil ka patta de
Thahr gayee Meri zindagi
Uss mod par kahin
Jahan aap ki Nazraiein
Huwi mujjse Rooh Ba Rooh
An yeh fitoor ban chuka hai
Mera muqadar, Rashk hai
Mujhe Apne muqadar par
Ki Aisa fitoor bhi toh
Sab ko nahi hota mayassar
Shireen Haider
No comments:
Post a Comment